[Intro]
धड़कनें आज़ाद हैं
पहरे लगा कर देख लो
प्यार छुपता ही नहीं
तुम छुपा कर देख लो
[Verse 1]
चाहे जितनी दूर हो
चाहे जितना हो खफा
लौट कर आ जाएंगे
तुम बुला कर देख लो
प्यार छुपता ही नहीं
तुम छुपा कर देख लो
[Chorus]
धड़कनें आज़ाद हैं
पहरे लगा कर देख लो
[Verse 2]
शहर-ए-दिल में आज भी
हैं चरागाँ तुमसे ही
कुछ नहीं बदला यहाँ
आओ, आ कर देख लो
प्यार छुपता ही नहीं
तुम छुपा कर देख लो
[Outro]
धड़कनें आज़ाद हैं
पहरे लगा कर देख लो
[Intro]
Dhadkane azad hain
Pehre laga kar dekh lo
Pyaar chhupta hi nahin
Tum chhupa kar dekh lo
[Verse 1]
Chaahe jitni door hon
Chaahe jitna hon khafa
Laut kar aa jayenge
Tum bula kar dekh lo
Pyaar chhupta hi nahin
Tum chhupa kar dekh lo
[Chorus]
Dhadkane azad hain
Pehre laga kar dekh lo
[Verse 2]
Sheher-e-dil mein aaj bhi
Hain charagaan tumse hi
Kuch nahin badla yahaan
Aao, aa kar dekh lo
Pyaar chhupta hi nahin
Tum chhupa kar dekh lo
[Outro]
Dhadkane azad hain
Pehre laga kar dekh lo